Top 5 best free keyword research tools for blogger. Kya ap jante blogger ke liye best keyword research tool kon se hai. Is post m isi topic par bat karne wale hai. To jante hai keyword research kaise kare hindi
Kisi bhi blogger ko agar blogging me success hona hai. To bina seo knowledge ke bina success hona bahut muskil hai. Me apko 5 best seo keyword research tools ke bare me batahuga. jinka use karke best seo friendly keyword use karke apne post ko top search result me la skate hai.
Best Seo Keyword Research tool seo expert ke duwara chune gaye jo abhi tak ke top list me hai.
In seo keyword research tool ka use karke ham apne blog article ko result me top per la skate hai. To Chaliye Jante hai Top 5 best free keyword research tool ke bare me.
рд╡рд┐рд╖рдп-рд╕реВрдЪреА
Top 5 Best Free keyword research tools blogger ke liye.
Agar ap apne blog article ko without seo keyword use kare hi publish kar dete hai. To wo post kisi kaam ki nahi hai.
kyoki apke post jab tak full seo optimization nahi hogi tab tak result me show nhi hogi. Aur search result me tabhi show hogi jab seo friendly keyword ka use karoge.
Blog article me seo friendly keyword use karna bahut important hai. taki hamari post search result me jaldi show ho sake.
Lekin phale jarurat hai. seo friendly best free keyword research tool ke bare me janne ke jo apke bata rha hu.to chaliye jante hai. best seo keyword research tool ke bare me.
1. Google Keywords Planner.
Agar seo free keyword research tool ke bat kari jaye To Sabse name Google Keyword planner ka naam aata hai. Her khoi blogger Google adwords keywords planner ka use karta hai.
Google keywords planner ek Google ka hi banaya huwa ek seo keyword research tool hai. yeh Tool bilkul free hai. Is Tool ke bahut sare features hai. Jiske liye Google keyword itna popular hai.
Features
- Keyword search volume avg, monthly searches.
- Keywords competition details
- Keyword suggested bid details
- Best Long tail keyword
- Show a related 750+ keyword file download. More etc.
Google keyword planner tool se keyword ka rank Are competition ka bhi pta kar skate hai. Monthly search me kitne bar search kiya gaya hai. Are country ko bhi target kar sakte hai. Are khas bat yeh hai. Ek free keyword research tool hai blogger ke liye.
2. KWFinder
KWFinder ek best seo keyword research tool hai blogger ke liye .kwfinder really me bahut hi best tool hai. yeh google keyword tools ka alternative bhi kah skate hai. kwfinder me app ko wo sabhi keyword data milte hai. Jo app GKP tool me uplabad hota hai.
Ab ap soch rhe hone ke kwfiner blogger ko kya features provide karta hai. Jisse karan yeh itna popular Best Seo Keyword Research Tool ki list me hai.
Features
- Assani se Long Tail Keywords resarch kar skate hai.
- You can see monthly search of keywords
- Find seo difficulity to Rank a keyword
- Find Search Volume For local keywords
- Change Language of keyword reserching Etc…
3. MozтАЩs Keyword Explorer
MozтАЩs Keyword Explorer bhi ek best seo keyword research tool hai blogger ke liye. yeh ek free tool hai. iske use karke ap best seo friendly keyword select karke apne blogger article ko rank karwa sakte hai.
MozтАЩs Keyword Explorer ek best keyword research tool per agar ap iske full features ka use karna chate hai.
To apko monthly 50$ pay karna padega. Aha Agar ap sirf idaes lena chata hai. to MozтАЩs Keyword Explorer ko free me bhi use kar skate hai.
Features
- Opportunity: Relative CTR of the organic results on a SERP
- Importance: How critical the keyword is to your campaign
- Potential: A combination of all keyword metrics to help you prioritize
- Read most – Digital Genius Tips
4.Keyword Tool.io
Keyword tool.io bhi ek bahut hi badiya keyword Research tools hai. is tool ke 605 services free hai.
Agar aap all services ko use karna chahoge to apko monthly 48$ dollar pay karna padega
Aur yeh site apko 750+ Google keywords suggestions free me deta hai.
Aur iske features ke bat kari jaye to yeh bakhi keyword research tools se kafi alag hai.
- Use this keywords on blogger article
- use this tools keyword on youtube.
- Search long tail keyword
- Free keyword research tool.
5. SEMrush
Semrush bhi ek bahut best seo keyword reserch tool hai. Semrush ek non-technical user ke liye bhi relevant aur valuable keywords find karna essay bana deta hai. yeah keyword ke search valume aur long tail keyword ke liye best tool hai.
Aur sath hi aap quickly latest keywords ko bhi find kar skate hai. Aur blog topic ke liye ligh long tail keyword use karna bahut jaruri hai.
yeah high targeted traffic lane me kaffi effective hai. Aur is tools ke kya features hai. jiske liye top 5 list me add kiya gya hai.
Features
- Long tial keyword also search here.
- Domain Seo audit.
- keyword position tracker.
- Domain vs. Domain Comparison
- Keyword Search monthly volume…..Etc.
I hope gys apko best 5 Best free Keyword Research Tools ke bare me yah jankari passand ayi hogi. Aur in keyword search tools se ap apne blog post ke liye badiya keyword research kar sakte hai.
Aur agar apko In Top 5 best keywords Research tools ke bare me khoi bhi sawal to comment karke puch skate hai.
Are Hamare 5 Best Seo Keyword Research Tools article ko social media per jarur share kare.
Yeh Bhi pade:-