Google tips and tricks in hindi – Google Word ka sabse popular search engine hai. Jo hamare kisi bhi question ka answer second me deta hai. is post me aapko top 20+ best Google tricks in hindi me bata rahe jo aapke liye bahut useful sabit hongi.
Google ka homepage dekhne me bale hi bahut simple hai. Lekin Google search engine ke itne saandar features tricks hai jiska koi andaza bhi nhi laga skate hai. Aur is post me bhi ham aapko top google tricks in hindi me bata rha hu.
Jis trah se aapne facebook tips and tricks , whatsapp tips and tricks, aur instagram tips and tricks post me interesting tricks jane is post me bhi ham aishe hi google tricks in hindi me aapko batayenge.
विषय-सूची
- 1 Top 20 Best Google tricks in hindi.
- 2 1#. Google Stop watch :-
- 3 2#. Google Timer :-
- 4 3# Google calculator :-
- 5 4#. Track Airline Flight And Packages:-
- 6 5#. Kisi bhi Country ka Time Jane :-
- 7 6#. Check Any Country Currency Rate Check :-
- 8 7#. Check Any Website popularity By Internet map:-
- 9 8#. Google Translate :-
- 10 9#. My Location :-
- 11 10#. Ip Address :-
- 12 11. Zerg Rush :-
- 13 12#. Search File Any Type On Google.
- 14 13#. Check Any Weather :-
- 15 14#. Unit Converter
- 16 15#. Related site search :-
- 17 16#. kisi bhi chiz ki Definition Jane :-
- 18 17#. Pic Man Game :-
- 19 18#. Google Underwater :-
- 20 19#. Google Snake Game :-
- 21 20#. Google Guitar :-
- 22 21#. Google Zipper :-
Top 20 Best Google tricks in hindi.
Basically agar aap in Google search tricks in hindi ka use apne mobile device me karoge to aapko chrome browser me request desktop mode select karke ye google tips and tricks use kar skate hai.
Ye google search tricks ka use aap bahut easily kar payenge. Aur kuch tricks aapke bahut kham ayegi. To chaliye Jante hai 20+ most useful Google tricks in hindi ke bare main.
1#. Google Stop watch :-
Google search box me jaise hi aap Stopwatch type karenge to aapke samne stopwatch aha jayegi. jaise hi aap start button par click karte hai. to Stopwatch start ho jayegi.
Aur reset button par click karte hi aap dubare se stopwatch ko start kar skate hai. Ye Google tricks bahut useful hai.
2#. Google Timer :-
Google search box me aap jaise hi Timer type karte hai . To aapke samane 5 minutes ka laga huwa timer aa jayega. jaise aap start button par click karte hai. to timer start ho jayega. jise apne hisab se set karke start kar skate hai. Ye Google search trick bhi bahut useful hai.
3# Google calculator :-
Agar aap direct google search box me Calculator on karna chate hai. to aap Google search box me calculator type karke aapne math calculation, esaily solve kar skate hai. Google calculator use karne me bahut simple hai. Ye bhi best google tricks and tips hai.
4#. Track Airline Flight And Packages:-
Flight status ko check karne ke liye aapko kisi official website me jane ki jarurat nhi hai. aap Google search box me air india 123 jis bhi flight ki status ko check karna chahte hai uska number enter karke, flight ki full status ko jan skate hai.
Agar aap kisi bhi filght ka number for example air india 123 enter karte hai. to aapko air india 123 flight ki full details show ho jati hai. ki kab fligh kitne baje se hai. puri details dekh sakte hai. Yebest google tips and tricsk in hindi hai
5#. Kisi bhi Country ka Time Jane :-
Agar aapka mobile kisi other device me time problem aha rhi hai. to aap direct Google search box me Now time Enter karke aap time ko jan sakte hai. ye best Google tips and tricks. jo har khi use kar skata hai.
Aur agar aap kisi other country ka time status janna hai. to aap google search box me country ka name enter karke jan skate hai. For example:- time india, Time usa Etc.
- Google search engine ke bare me heraan karne wali batein
- Whatsapp ke bare heraan kar dene wali bathe
6#. Check Any Country Currency Rate Check :-
Agar aap kisi bhi country ka currency rate kisi other country ke sath compression karna chate hai. to Google serach box me currency rate type karke currency rate ka esaily pata kar sakte hai ye best google tricks in hindi hai.
For example:- Agar aap us dollor ko indian rupees me convert karna chahte hai. To sabse phale aap us dollar ko select kariye. aur dusre box main indian rupee. Aur ab us dollor ko indian rupees me esaily convert kar sakte hai. ye Google tricks bahut useful hai.
7#. Check Any Website popularity By Internet map:-
Internet map me jinti bhi world ki website hia. unka map dekh sakte hai. Google word ke sabhi popular site hai. Jiase image me Google ka cercele sabse bada dikayi de rha hai. kisi bhi website ke popularty ka pata bade cercle se hi lagaya ja skata hai.
Aap jis bhi cercle par click karoge us site ka address aapko show ho jata hai. Ye bahut amazing google search tricks hai Visit. ……………………..The internet Map
8#. Google Translate :-
Jis trah se image me first column me aap apni language select kare. aur secound me aap jis language me translate karna chahte hai. Ye Google tricks bahut useful hai.
9#. My Location :-
By the way agar aap kabhi new place par vist karke aapne location bol jaye to aapko gabrane ke jarurrat nhi hai. aapko Google search box me My Location type karke search karna hai. Aur jaise hi aap my location type karke search karte hai. ye best google tricks in hindi hai.
10#. Ip Address :-
Agar aapko apna ip address ko janana hai. to aapko Google search box me Ip Address type karna hai. to aapko apna ip address show ho jayega. ip address ko simple words me jane to ip address ye New google tricks in hindi hai.
hamare jitne bhi decive hote hai. jinme internet chalta hai. Un sabhi device ki alag alag apni id hoti hai. Jisko ham ip address kahte hai. jab ham apne mobile ya computer par khoi information search karte hai. To ishe address se router ko pata chalta hai. ki ushe data kha bejna hai. Ye Google Tips And Tricks bahut useful hai.
11. Zerg Rush :-
Ye best Google search tricks hai. aap jaise hi google search box me zerg rush type karte to jitne bhi search result athe hai. To zerg rush sare result clean kar deta hai. Aur screen white ya blank ho jati hai. ye best google tricks in hindi hai.
Aap agar aap kisi other result ko clean karna chate hai. to phale aap koi bhi keyword type kare aur last me zerg rush type kare search kare. kuch hi second me zerg rush results ko clean kar deta hai. Ye bahut achi Google tricks in hindi me.
12#. Search File Any Type On Google.
Google tricks and tips unlimited hai. Agar aap search me sirf pdf files ke results ko dekhna chate hai. to aapko serach box me is trah se pdf serach kare.
For example:-filetype:pdf dog, filetype:pdf Animals etc. ishe apko sirf search results me pdf file result show honge. Kyoki pdf file ko dudne me thoda time lagata hai. ye google serach tricks aapke liye useful sabhit hogi. ye Top best google tricks in hindi hai.
13#. Check Any Weather :-
14#. Unit Converter
15#. Related site search :-
Agar Google search me related site ke bare me jana chahte hai to aapko Google search box me related site dalkar main site ka name enter karke search kare ye Top best google tricks in hindi hai.
16#. kisi bhi chiz ki Definition Jane :-
Agar aap kisi bhi word ya kisi bhi chij ke bare me achi trah se janna chahte hai. to apako search box me define enter karke search karna aapko complete definition mil jayegi.
For example:- Aap seo ke bare me search karna chate hai. to aap Define: seo karke search kare aapko result mil jayega. ye google search tricks aapke liye useful hai.
17#. Pic Man Game :-
Pic man ek popular game hai. sayad aap bhi is game ke bare me jante ho. agar aap pic man game ko google search me kalna chate hai. to aapko Pic Man search karke kal sakte hai. ye bilkul free online game hai. jo jaydatar bache pasand karte hai. ye Top best google tricks in hindi hai.
18#. Google Underwater :-
Agar app Google ke logo ko water me dekana chate hai. To Google Search box me Google Underwater type kariye aur result me aapko Google ka logo pani me fishes ke sath behta huawa dikayi dega.
19#. Google Snake Game :-
Google snake game bahut popular game hai. Agar aap google snake game kalana chahte hai. To Google search box me Google snake game search karke snake game kal skate hai.
20#. Google Guitar :-
Agar aap guitar lover hai. to aap online google serch box me google guitar type karke online guitar play kar skate hia.
21#. Google Zipper :-
Aap direct is link se google zipper kalne ke liye ja skate hai. ye amazing google magic tricks bhi bahut useful hai.
Google tips and tricks hindi me unlimited hai. Mene apko kuch useful google tips and tricks hindi me bataye jo aapke liye bahut useful sabhit ho sakti hai.
Aapko in google search tricks ya google tricks in hindi kaise lagi. comment karke hame jarur bataye.
Aur is post ko apne friend aur social media site par jarur share kare. taki google search tips and tricks in hindi ke bare me aur logo ko bhi pata chal sake.