Gaming industry me ab har devices ke liye kafi kamaal ke best games aa gaye hai. Lekin is post me Android ke liye best game apps ke bare me batane wale hai. Normally agar ap android devices me game kaltey honge.
To ap jarur in best mobile games android apps ke bare me jante honge. Lekin har ek android user ko in most popular best android games free apps ke bare me pata nhi hai.
So is post ke jariye sabhi android user ko top 5 popular best mobile games android ke bare me sabhi user jan jayenge. Basically ab gaming industry bhi ab kafi popular ho chuki hai
So agar aap gaming me interested ya fascinated hai to aap gaming industry me apna carier bhi bana sakte hai. By the way me aapko phale top 5 best android game apps ke bare me batane wala hu to lets get started.
विषय-सूची
Top 5 Android ke liye best game Apps 2022
1. PUBG Mobile –
Pubg mobile game world wide no one par trend kar raha hai aur sayad hi pubg mobile ke records ko thod payega. kyoki pubg kud hi apne records thodey ja raha hai. Aur sabhi android ios and other devices me pubg mobile ne apni jagah bana li hai.
Pubg mobile ek fighting actions game hai. Jise user android ios and Emulator bhi play kar sakte hai. Pubg mobile game ka size 2 GB plus ho gaya hai. Aur game ko kelne ke liye apke pas kam se kam 3-4Gb Ram wala smartphone hona jaruri hai.
Nhi to kam ram wale devices me aapko smoth game ka experience ho nhi hoga. To agar aap world ka no 1 game kelna chahte hai Pubg mobile facts and pubg mobile ko ek bar jarur try kare. kyoki pubg mobile Android ke liye best game app hai.
2. Garena Free Fire –
Free fire bhi ek most popular android ke liye game hai. Jo same pubg mobile ke actions aur emote ke sath available hai. Free fire ko aap chote motey android devices me bhi kel sakte hai.
Aur free fire bhi Android ios aur pc devices ke liye available hai. So agar aap ek best action android game kelna chahte hai to aap free fire ke traf bhi ja sake hai. Fire fire me aapko 1 earplane se ek map me utara jata hai aur 100 logo se fighting leni padti hai Aur jo last me bachta hai wo winner hota hai ushe chicken dinder milta hai.
So agar aap free fire android game ko download karna chahte hai to niche diye gaye link par click kare download kar sakte hai. Ye Android ke liye best game app hai.
PRICE – Free
3. Call Of Duty –
Call of duty bhi android ke liye best game app hai ye game 2019 me android ios aur emulator devices ke available huwa hai. So agar aapke pas 2gb+ internal ram wala phone hai to call of duty game ko enjoy kar sakte hai.
Is best android game app ke grapic sachmuch bahut kamaal ke hai. Isme aapko pubg jaise actions emote aur Alag alag map me game play kalne ke liye milta hai.
To agar aap call of duty game app download karna chate hai to niche diye gaye link par click karke download kar sakte hai. call of duty andorid ke liye best game app hai.
Price – Free
4. Asphalt 8 –
Asphalt 8 bhi kafi kamaal ka android game apps hai. Asphalt 8 basically ek car racing gaming app hai isme aapko task ko complete karke next label me jana hota hai. Aur baat kare iske grapic ki to sach much Asphalt 8 game ke grapic mind blowing hai.
Aur iska size 1.6Gb tak hai jise ap 2gb ram wale smartphone me bhi chala sakte hai. Aur Asphalt 8 racing game app mobile Android ios windows and emulator ke liye available hai.
So agar aap Asphalt 8 game app ko download karna chate hai to niche diye gaye link par click karke Asphalt 8 game app ko easily download kar sakte hai.
PRICE – Free
5. Asphalt 9: Legends –
Asphalt 9: Legends ek most popular android car racing game app hai. Jo play store par top rated and top installed games app hai. Asphalt 9: Legends app ke garapic bahut kamaal ke hai.
Jo car racing me alag hi experience dete hai. so agar aap bhi car racing game kelna bahut pasand hai to Asphalt 9 Legends game app ko ek bar jaruru try kare isk game app ka size lagbag 2Gb tak hai.
So gar aap Asphalt 9: Legends app ko download karna chate hai to niche diye gaye link par click karke download kar sakte hai. Ye Android ke liye best game app hai.
PRICE – Free
So guys ye top 5 best android games apps 2022 jinse aap apne gaming experience ko next label tak la ja sake hai. Android ke liye best game Apps me mera pasandita android game Pubg mobile hai.
Sayad Android ke liye best game Apps me apka favorite game bhi pubg mobile ho. To comment section me jarur bataye apka sabse favorite android games app kon sa hai.
Aur is post ko social media par jarur share kare. Sath comment karke post ke bare me apna feedback bhi jarur dey.
Popular Post-