5 best keyboard app for android 2022. hey everyone is post me ham android ke liye best keyboard apps ke bare me janege.
Basically sabhi smartphone me keyboard app already install hota hai. lekin agar aap apne phone me message typing ko easy banana chahte hai. to in best android keyboard app ko install kar skate hai.
Gys Priviews post me hamne 5 best android launcher apps ke bare me bataya jis par aap logo ke kafi ache review mile aur
i hope android ke liye best keyboard apps ke bare me ye post bhi aapke liye useful sabhit hogi. to chaliye jante hai 5 best android keyboard apps for android ke bare me.
विषय-सूची
Third Party Keyboard Apps Kyo Install kare.
Basically Third party android apps me thoda advanced features add hote hai. jo normally smartphone ke apps me nhi hote hai. Isliye third party app ko install karke aap apne phone ko advanced bana skate hai
Lekin agar aapke smartphone me kam ram, storage hai. to jayda third party android apps install na kare. kyoki ye apps aapke smartphone ka bahut storage cover karta hai. jise phone hang aur garam hone lagta hai
So jante hai. 5 best android keyboard apps ke bare me.
5 Best Keyboard App for android 2022 – Android Ke Liye
1. GBoard- The Google Keyboard .
Ek time me Gboard Keyboard ko koi jaanta tak nhi tha but gys ab keyboard app me itne advanced feature available hai. joi 50k rupay wale smartphone ke Keyboard me bhi nhi milenge.
ye google llc ka hi app hai. To Chaliye iske kuch amazing features ke bare me jante hai..………………..Download Gbaord Keyboard.
Highlighted Features:-
1. Type Faster With guide typing.
2. Voice typing Any language.
3. Google search bar
4. stay it with stickers, Gif, Emoji,
5. Google Translate include.
2. Chrooma Keyboard:-
chroma Keyboard app ke bare apne suna hi hoga. is android Keyboard me bhi aapko bahut kamaal ke features milte hai. is Keyboard ka size 23mb ke lagbag hai.
To iske bhi highlighted features ke bare me jaan lete hai.………………..Download Gbaord Keyboard.
Highlighted Features:-
1. Adaptive theme
2. Gif search, emoji, colored navbar,
3. Multi language typing.
4. Gestures integrated.
5. night mode, one hand mode, more etc.
3. Swiftkey Keyboard.
swiftkey Keyboard one of the best android keyboard hai android ke liye. is android Keyboard app me bahut best feature hai. is app ka size 24 mb hia. aur play store se 100 million se jaydabar Download kara gaya hai chaliye iske highlighted feature ke bare me jaan lete hai.………………..Download Gbaord Keyboard.
Highlighted Features:-
1. fast typing with english dictionary
2. 80+ colors, designs themes,
3. emoji keyboard
4. 200+ language supported.
5. More smart Features.
4. Go Keyboard::-
Go keyboard android ke liye best Keyboard hai is android Keyboard app ka size 25 mb hai. is app me bahut interesting features hai. By the way agar aapke screen broke hai. to jaha par apki screen work karti hai.
waha par Keyboard ko adjust kar skate hai. aur bhi iske bahut useful features hai.………………..Download Gbaord Keyboard.
Highlighted Features:-
1. 1000+ themes 1600+ emoji
2. Fantasy fonts
3. Stylish Gif & stickers.
4. Swipe to type.
5. Support 60+ languages.
5. Google Indic Keyboard:-
5. More best features.
Iske alwa bhi play store par bahut sare best keyboard apps hai android ke liye par top 5 best keyboard app for android jayda popular hai iske alwa aap in best Keyboard app ko bhi install kar skate hia.
6. Flysky android keyboard.
7. grammarly keyboard apk
8. multiling o keyboard
8. minimum keyboard apk
9. simple keyboard apk
10 touchpal keyboard apk