kya ap jante hai Blog post image seo friendly kaise banaye. how to make seo friendly image. iske baare me jydatar new blogger ko pata nhi hai. is post me is topic ke bare me details se janege.
Basically blog post rank karwane ke liye ham 2 seo part follow karte hai Jisme sabse pahle on page seo, Aur dusra Off page seo hota hai.
Aur image ko seo friendly banana bhi on page seo ke cover me atha hai. to Chaliye jante hai perfect seo friendly image kaise banaye
Blog post me ham images ka use post ko achi trah se samjhne ke liye karte hai. Aur ek badiya quality wali image 300-400 word ke barabar samajane me help karti hai. Aur dusra agar ham seo friendly image use karte hai.
To Google se hamare blog per acha traffic milta hai. Because Google search bar me bahut sare reader image search ke through post read karne athe hai.
Aaj is post me aapko seo friendly image aur image kaise kaise karte hai. Iske bare me details se batayenge To post ko end tak read kare.
विषय-सूची
- 1 Blog Ke Liye Seo Friendly Image Kaise Banaye.
- 2 1. Before Uploading Rename Image Name:-
- 3 2. Use Alt Tags Title Names.
- 4 Blog Post Image Me Alt tag Aur Title Tag Kaise Add kare.
- 5 4. Add Caption On Image.
- 6 4. Image Size kitna Hona Chiaye:-
- 7 5. Image Format KOnsa Hona Chaiye:-
- 8 6. Don’t Use Copyrights Images:-
- 9 7. Don’t Use Extra Image:-
Blog Ke Liye Seo Friendly Image Kaise Banaye.
Blog post me image upload karne ke bad image ko seo friendly banane ke liye kuch special editing kanri hoti hai. Jo is post me aapko details se batyenge.
1. Before Uploading Rename Image Name:-
New blogger black hat seo ki sabse phli mistake karte hai Image ka name rename karne me. Blog post me image upload karne se pahale image ka name jarur change kare. Is trah se.
For example:- Aap is image me dekh skate hai.
Aur image rename karte time space ke jagah per “-” symbol ka use kare. Google bots jab image crawl karta hai. To wo seo friendly image ko hi index karta hai. Without seo friendly image ko index nhi karta hai.
2. Use Alt Tags Title Names.
Google without tag ke image ko shi se read nhi karta. Isliye Blog post image me hame alt tag aur title add karna padta hai. Jisse blog post ki image bahut fast search result me bhi aha jate hai.
New Blogger se ye mistake kai bat hoti hai. Isliye image jaldi search result me nhi athe hai.
Blog Post Image Me Alt tag Aur Title Tag Kaise Add kare.
Blog post ki image ko blogger post editor me upload kare.
Note:- Post ko compose mode me rake .
Ab image per click kare image ke niche Properties per click kare.
- Title text me image ka naam enter kare. Jiase jab koi image par mouse layega to image ka naam show hota hai.
- Alt Text me Image naam ko likhe. Jis topic par aapki image ho.
For example:-
4. Add Caption On Image.
Blog post ke image me aap caption name bhi enter kar skate hai. halaki seo friendly image banane ke liye important nhi hai. Lekin agar aap apne jo blog post ke liye keyword use kara hai. To wo aap caption tag se blog post ki image me target keyword add kar skate hai. Ya Fir isshe apne readers ko clearly samjha skate hai.
4. Image Size kitna Hona Chiaye:-
Blog post ki image ka size kya hona chaiye iske bare me me lagbag her blogger janna chahta hai. image size post ke hisab se hona chaiye. i min image ko size jinta kam hoga utni hi fast speed se post open hogi.
Seo friendly image ka size se khoi relation nhi hai. bas post image ka size unta jayda na ki post load hone me time le.
5. Image Format KOnsa Hona Chaiye:-
Images format se bhi seo per khoi effect nhi padta hai. halki png format image ka size jayda hota hai jpg image file se. Aur blog post ke liye jpg images ka use kare.
Taki aapke post loading time kam ho. Lekin agar aap png file ke image ko compress karte hai. to png file ka size bahut kam karne per best quality rehti hai. To Apne hisab best quality aur low size images hi use kare.
Image size ko compress karne ke liye optimozila best tool hai. is tool ke help se aap high quality image aur low size rak skate hai. me apne post image ka size ishe se optimize karta hu.
6. Don’t Use Copyrights Images:-
Blog article me kabhi bhi copyright images ka use na kare. blog ke liye free image kha se download kare iske liye me pahle hi article lihk cuka hu.
Aur bahut sare blogger dusre ke post ke images hi post me add karte hai. jiska seo per bad effect padta hai. Blog post ke liye best image editor khon se hai. iske liye me phale hi post likh chuka hu.
Copyright image aapke blogging carrier ko west kar skate hai. kyoki copyright iamge per agar strike kar di to Google apke site ko penalize kar sakta hai.
7. Don’t Use Extra Image:-
Bahut blogger blog post me extra image use karte hai. Jinka blog post me khoi khas use nhi hota hai. Agar aap post se related image use karte hai. To seo ke liye best hota hai.
Reader jayda images ko like nhi karte hai. Aur reader ko post bowring lagti hai. Aur user experience bhi low hota hai.
*Conclusion :-
Blog post me hamesha post related iamge ka use kare. seo friendly image aur image optimize karke post ko publish kare. Taki image search engines me jaldi index ho sake aur search engine se acha traffic mil sake.
Blog post me ehsi images hi use kare jise wastov me vistors ki help ho sake, bina wajah aur bina jarurat ke image Google bing yahoo aur other serach engine index nhi karta hai. Aur Search engine aapki post ko index karna band kar dega.
Asha karta hu blog post image seo friendly kaise banaye jankari pasand aayi hogi to is post ko social media aur other blogger ke sath jarur share kare.
Aur comment karke apna feedback jarur de.
Popular Posts:-