Blogger post title seo friendly Hone ke sath Sath User friendly hona bhi kafi important hai. Jaydatar blogger blog post title seo Friendly Banane ke chaker me user ko bul jate hai. Ye Bat 100% sach hai ki blog Post Title seo friendly banana bhi Important hai. Per post title ko effective eye catchy ,creative, Aur attractive hona chaiye.
Esha post title search Engine Aur user Dono like karte hai. Is Post me 10 powerful tips batane ja rahe hu jishe ap post title seo friendly easily bana payenge. to chlaiye jante hai
Blog post title Post content ka sabse important part hota hai.┬а Isko is tarike se create karna padta hai. Jo seo friendly (search Engine optimization) Bhi ho aur eye catchy Bhi bane jise User Post ke bare me padne ke liye majbur sa ho jaye.
Bahut sare Blogger quality post lik lete hai. Lekin Blog post title seo friendly Aur user friendly banana important nhi smajte hai. Jo ek bahut badi Mistake kartey hai.
рд╡рд┐рд╖рдп-рд╕реВрдЪреА
- 1 Badiya Blog Post Title Kaise likhe
- 2 Blog Post Title Seo Friendly Kaise banaye.
- 3 1. Targeting Keyword Ka Use Kare.
- 4 2. Title Length
- 5 3. Don’t Repeat Keyword :-
- 6 4. Title Tag
- 7 Blog Post Title Ko user Friendly kaise banaye.
- 8 1. Add Special Word┬а On Post Title:-
- 9 2. Use Number On Post Title:-
- 10 3. Don’t Use Boring words:-
- 11 4. Important tips:-
Badiya Blog Post Title Kaise likhe
Her blogger chata hai. Ki blog post publish karne ke bad┬а search result me sabse pahle show ho. Aur user us post per jayda se jayda click kare.┬а isliye┬а seo ke bare me knowledge hona jaruri hai. begar seo ke post ko search result me lena Bahut muskil hai. Aur Seo friendly blog post title ko sath sath user friendly bhi honi chaiye.
Tabhi aap success blogging ke ki sidi chad┬а sakte hai. is post me┬а batane wala hu. ki blog post title seo friendly kaise banaye. Aur sath me eye catchy heading kasie likhte hai
Blog Post Title Seo Friendly Kaise banaye.
Uske bad janege ki blog post title ko user friendly kasie banaye ya eye catchy creative blog post title kaise banaye.
1. Targeting Keyword Ka Use Kare.
Blog post title Me apni Post ka targeting keyword┬а jarur add kare. Yeh apke post title ke liye bahut important hai. Jo apka post ka mian keyword hai Ushe ho sake To suruwat me fit kare. ya Last me bhi place kar skate hai. Lekin Google search Engine post ko filter ke time keyword jald hi find kar leta hai.
Aur Most important aapne jis keyword ko post me use kara hai. ushe hi post Title Me add kare.
2. Title Length
Kai bar Ham post title me keyword use ke chakkar me┬а post title length kharab kar dete hai. Ye seo misguide karne ka no 1 mistake hai. becouse Google search engine ke pass limited space hai.
Google search┬а Engine Ke pass 600 pixel lenath hai. jisme 60 Character se jayda show nhi hote hai. I mean seo friendly blog post title ko apne 60-70 Character ke veech hi rakhan hai.
Aur Title ko lamba na karke title ko sort unique hi rakhe. Agar aap┬а 70 character use kar rhe hai. to aap uppercase character ke jagah per lowercase character ka use kare.
For example
- how to wirte seo friendly blog post tile in hindi. :-lowercase
- How To Write Seo Friendly Blog Post Title In Hindi. :-Uparcase
3. Don’t Repeat Keyword :-
┬аSeo per khoi bad effects na pade iske liye kabhi post title me use kiye gaye keyword ko dubara repeat na kare.┬а isse aapke title ke length bhi bad jathi hai. Kuch keyword ko target karne ke liye ye karte hai. jo bilkul galat hai.┬а most important hai. tab aap use kar skate hai. Aap niche example me dehk skate hai. repeat keywords ko
4. Title Tag
Title Tag html element hota hai. Google bot crawl ke time Blog website par visit karta hai.┬а Tab Title tag se web Page ka pata lagata hai. Isliye sabse phale blog coding me title tag html Structure shi hona chahiye.
WordPress Per advanced seo plugin help karti hai. Aur blogger ke liye thoda problem aha jati hai.┬а Title tag me ye problem ho sakati hai. jo bad seo ka sikar hai.
For Example
- Search Result me sirf Blog name Aur Date Show karna
- Title se phale Blog name Show karna
- title ke jagah Url Link Dikhana
- Date-Month ke Sath title Dikhana
- Kai Bar title Search karne Par categores link dikhana more etc
Isliye Sabse pahle html coding kea pata laga le. aur customize kar le ya blog theme ko change kar le. Ab ham bat karte hai eye catchy blog post title kaise banaye
Blog Post Title Ko user Friendly kaise banaye.
Uper bataye gaye tips se blog post title ko seo friendly┬а bana skate hai. Ab me aapko kuch important tips batane ja rhe hai jisse aap apne post title ko seo friendly banana ke sath user friendly bhi bana payenge.
1. Add Special Word┬а On Post Title:-
Apne Title Ek famus Word Jarur use kare. Tak reader title read karte hi click kar de. Aap Apne blog me is tarah ke Famus word use kar skate hai.
For example:-
- Magical
- Mind-blowing
- top
- Best
- Exillent
- 5 Badiya tips,
- Full Guide.
- Special
- Attractive.
- Amazing More etc
Bahut Sare blogger badiya post likhne ke bawjud post title ko effective banana┬а betar nhi samjhte hai. jis karan post search engine me aane ke bawjud bhi unhe jayda click nhi milte hai. Post title ko effective aur eye catchy banana ke liye 5minutes┬а Jarur use kare.
2. Use Number On Post Title:-
Blog Post Title me numbers ko bhi add kar skate hai. Jaise top 5 best blogging tools, top 10 Best keyword Research tool, 50+ Best Blogger Widgets, More┬а etc.┬а Is trah ke title┬а reader jaya like karte hai. Aur Search result se aapko jayda click milte hai.
For Example
Ye tarika lagbag har blogger use karta hai. Aur powerful tips hai. search engine se jayda click ya traffic badane ka.
┬а
3. Don’t Use Boring words:-
Title ko unquie hone ke sath simple bhi hona chaiye. Bahut sare blogger blog post title me extra words jayda istemal kiye jate hai. sayad unki koshish rahti hai. Ki wo title me hi sab explain kar de.
For Example:-
Hard Title:-5 Best Online Paise Kamane Wale Apps Mobile ke Liye.
SimpleTitle:-Mobile Se Online paise kamane wale 5 best apps
title me jarurat se jayda word aur keyword ka use na kare. ye bad seo ke list me atha hai. Aur user bhi ishe like nhi karte hai.
4. Important tips:-
Aagar aap success blogging karna chaate hai. to Seo ke bare me starting se last tak sikna hoga. Tabbh aap ek successful blogger┬а ban skate hai.┬а Aur search eninge se jyada traffic gain kar skate hai.
- Use target keyword
- Title length
- Title tag
- Use special words.
- Don’t repeat keyword
Ab aap ache se samajh gaye honge ki blog post title ko seo friendly aur user friendly kaise banaye take search engine me post rank kar jaye. Blog post title aur content Jina ho sake best optimize kare
I hope aapko blog post title seo friendly au user friendly┬а kasie banaye article pasand aaya hoga.
To is post ko social media Aur other blogger ke sath jarur share kare.
Popular Posts:-