How to delete facebook account kya aap jante hai facebook account delete kaise kare is post me aapko complete guide dene wale hu ki facebook account deactivate kaise kare.
Facebook social media ka sabse badi network site hai. Aur facebook per jayda profile banane ke karan kabhi kabhi Facebook account Permanently delete ya facebook account deactivate karne ke jarurat pad jati hai.
Jo jaydatar Facebook users ko pta nhi hota hai. So is article me aapko facebook account delete kaise kare puri details se batayenge.
Facebook Account delete karne ke kai resion ho skate hai. Per basically jaydatar log fake account use karte hai. Actually mere ek facebook friend ne Mujhe se question kiya ta ki facebook account Permanently delete kaise kare, hamesha ke liye.
Facebook account delete karna very essay hai lekin pir bi agar apko pata hona chaiye ki kaise aap facebook account delete kaise kare
рд╡рд┐рд╖рдп-рд╕реВрдЪреА
Facebook account delete kaise kare Permanently
Step 1.
Sabse Phale apne facebook account me login karna. jis fb account ko permanently delete karna chahte hai.
Step 2.
Login karne ke bad Facebook Account Delete Permanently┬аpar jaye.
Step 3.
Link per click karne ke bad next page me Delete my account page open hoga. Ab Delete my account per click kariye.
Step 4.
Now Next Page me Permanently delete Account ka ek popup page open hoga. Ab Sabse pahle apna Password┬аenter kare. fir Captcha code code ko type kare
Step 5.
Ab Ok Per click karte hi Account delete ho jayega.
Note- Facebook account Permanently delete karne ke bad Agar aap chahte hai. facebook account wapas recover ho to 14 days ke phale facebook account Permanently┬аdelete hone se cancel kar sakte hai.
Are agar aap chate hai. ki 14 days ka schedule me nhi rakana hai, i mine Abhi delete karna hai. To facebook account me login kare. Aur delete permanetly account┬аpar click kar de.
Chalye Jante hai facebook account ko 14 days ke beetar kaise delete hone se kaise cencel kare.
Befer 14 days Cancel Delete Request On Facebook Account
Agar apka Mood change Ho jaye or cancel karna chate hai. Toh sabse pahle jo facebook id delete kiye hai ushe dubara login kare uske bad Cancel Deletion per click kare.
Agar ap chate hai 14 days ka schedule me nhi rakhan hai. I min abhi delete kanra hai toh aap facebook account me login kare. uske bad apke samne kuch ish trah ka page open hoga.
Yaha apko Confirm deletion par ok kar denge toh Apke apka facebook account┬аPermanently┬а delete┬аkaise karen.
Yah me aapko suggest karna cahunga ki Jaldbazi ya gusse se Facebook account Permanently delete na kare balki 14 day ke schedule ke rakhe.
ho skata hai apko bad me pachattawa ho facebook account delete karne se .kyko facebook ek social media ke ek site hai. Jisper addicted hone ke bad back karna bahut muskil hai. Baki jaise apke sichuation ho.
Asha karta hu apko Facebook Account Delete Kaise Kare permanently Ye passand aya hogi . Are agar apko is article se kuch fayda ho to social media are apne friends ke sath jarur share kare.
Agar aap Facebook account delete kaise kare permanently ya how to delete facebook account permanently in hindi ke bare me koi bhi question hai to comment karke puch sakte hai
Comment karke post ke bare me apna feedback jarur den.
Popular Posts:-