Kya ap jante Google pay app kya Google pay ka upi pin change kaise kare. How to change google pay upi pin. Agar aap google pay user hai to definitely aapko pata hona chaiiye ki google pay UPI pin reset kaise kare.
Guys is post me janegne Google ke bare me janege ki Google pay kya hai google ke kya fayde hai. Aur google pay se hame kya kar sakte hai. aur Google ka UPI pin reset kaise kare
All UPI Apps me google pay one of best services dene wala online digital payment apps hai. jise aap koi bhi online transaction kar sakte hai.
To Google pay ka upi pin reset karne se pahle Agar ap Google Pay download karna chate hai to niche link Download kar sakte hai
UPI pin Reset karne se phale Google pay ke bare me thoda jan lete hai Google pay kya hai Aur Google pay ke kya fayde hai.
विषय-सूची
Google Pay Kya hai.
Sabse pahle google tez payment app lunch kara tha uske bad google ne ishe upgrade karke google pay kar diya hai Google pay ek online digital payment app hai Jo UPI (Unified Payment Interface) par based hai.
Google pay app par multiple-layer security ka use kara jise aap easily online digital payment kar sake.
Google pay app ke Fayde in hindi
Guys jaise mene kha ki Google ek online digital payment app jaise phone pe bhim etc se sabse quality features hai to chaliye jante hai google pay ke kya fayde hai.
- Google pay se one tap par payment receive ya send kar skate hai. Jaise shareit me file receive or share karte hai.
- Online Any types of bill payment kar sakte hai. jaise electricity bill, online ticket book railway ticket, recharge more etc par payment kar skate.
- insurance tall tax, upi transfer
- QR Code scan karke payment kar skate hai.
- Google pay share karke bhi ap paise kama sakte hai. 1 share ka 51rs milta hai.
- Check Your Bank balance on google pay
- Etc Google pay ke fayde hai.
Ab Bat karte hai main topic ki Google pay ka UPI pin reset kaise kare ya how to change google pay upi pin in hindi
Google Pay ka UPI pin change Kaise Kare
UPI pin reset ya change karne ke liye niche diye gaye sabhi step ko follow kare
Note:-
UPI Pin reset karne se pahle jane le. agar ap 3 times tak first upi pin galat enter karte hai to apke account blocked ho jayega.
So agar aap apna upi pin bhul gaye hai To uske liye next step 2nd wala step follow kare .
1/ How to Change Google Pay UPI PIN :-
Step1/.
- Sabse pahle google pay open kare
- Top par Profile Photo par click kariey.
- Ab payment Methods par click kare. uske bad fir bank account par click kare.
- Ab right side me 3 dots par click kare Wha par ap Change UPI Pin Par click kare
Step 2.
- Yaha par aap 1st par Old UPI pin enter kare
- Aur 2nd par New UPI pin enter kare.
- Uske Bad ek bar New UPI pin confirm kare. Or right Button par click kar de
Finally, Apka Google pay upi pin change ya Google pay up reset ho jayega
Forget Google Pay UPI Pin Reset Kaise Kare.
Google pay upi pin change karne ke liye bhi same whi steps follow karne hai
bus yaha par kuch jankari manega atm last 6 dight pin aur Atm expiry date. chaliye jante hai
Step 1/.
- Sabse pahle profile photo par click kare.
- Ab payment method par click kare. Fir ek bare bank account par click kare
- Ab last Me FORGOT UPI PIN? par click kare.
Step 2/.
- Ab new page me ATM last 6 Digit Aur ATM Expiry date enter karne next kar .
- Ab right corner me go button par click kare.
- Ab register number par OTP ayega ushe enter kare
- Second, me apko “Set UPI pin” par New UPI pin enter karna hai.
- Aur confirm UPI kar dena hai
- Finally, apka new UPI pin generate ho jayega
Is trah se ap aasani se google pay upi change reset kar sakte hai. Google pay ek bahut hi kamaal ka online digital payment app hai google pay ko use karna bahut hi asaan hai.
I hope is post me aapko google pay ka upi pin change kaise kare ya google pay upi reset kaise kare ya google pay kay hai in sabhi sawalo ki jawab is post me mil gaye honge.
Agar aapko Google pay pin change ya upi pin reset kaise kare isme koi problem aaye to please comment karke jaurur bataye quicky apko answer mil jayega.
Popular Post:-