kya ap jante hai android ke liye best apps kon se hai is post me aapko top 50 wonderful best free android apps ke bare me bata raha hu .
Play store par har week na jane hajaro lakho application publish hoti hai. Par fact ye bhi hai ki un application me 40% android apps hi useful hote hai.
Is post me aapko Top 50 best free Android apps yaandroid ke liye best appske bare me bata rha hu. Jo aapke android phone ke liye 100% bahut useful sabhit hogi.
Previews post me hamne android ke 5 liye best apps post kari thi jispar ap logo ka bahut acha response mila. Aur i hope ye top 50 best free android apps checklist aapke liye bahut useful sabhit honge.
Android apps par already hamne bahut sari post publish kari. top 10 android browser app, top 10 Android Google apps, 5 best music player For android. sari post hai. aap unko bhi jarur read kare. To chaliye athe hai apne topic par android ke liye best apps.
Read Also – Top 5 Useful Android Apps – Full Details 2023
विषय-सूची
- 1 Top 50 Android Ke LIye best Apps (Best Free Android Apps _
- 2 # Best Apps Android Apps For Video Editing.
- 3 1. Kinemaster :–
- 4 Best Free Android Apps For Photo Editing.
- 5 Best Android launcher Apps (favorite android apps)
- 6 Best android browser app
- 7 Best karaoke Singing App for android
- 8 Best Music Player Apps For Smartphone.
- 9 Best Android phone Dialer Apps
- 10 Best Video Calling Apps For Android Mobile.
- 11 Best Paise Kamane Wale Apps Android.
- 12 Best Screen Recorder Apps For Android Mobile.
- 13 Best Android Antivirus For Smartphone
- 14 Best Android Lite Apps for Smartphone
- 15 Best sharing Apps For android
- 16 Best video player for android smartphones
- 17 Best Camera Apps For Android Smartphone
- 18 Photo Video hider App for Android smartphone
- 19 The Amazing Apps For Android Smartphone
Top 50 Android Ke LIye best Apps (Best Free Android Apps _
In top 50 best free android apps ko mene categories wise divide kiya hai. Jisse aapko apps ko download karne me aur bhi asaani hogi to chaliye jante android ke liye best apps ke bare me.
Note:- Agar app in best free android apps ko download karna chahte to Apps Ke naam par click karke download kar skate hai.
# Best Apps Android Apps For Video Editing.
1. Kinemaster :–
video editing ke liye sabse best Free android apps kinemaster hai. is application se aap ek professional tutorial video banakar tayar kar skate hai. Ye bilkul free hai.
2. Power Director Video Editor App:- video editing ke liye ye Apps bhi best hai. isme aapko bahut ache ache features milte hia video editing ke liye.
video editing ke 5 best free android apps ke bare me janne ke liye is post ko read kare.
Best Free Android Apps For Photo Editing.
1. Picsart:- Jab bat athe hai. photo editing apps ki to sabse pahle naam aatha hai picsart ka. Is application me unlimited Editing features hai. Aur world me sabse popular hai.
2. Snapseed:- Photo editing ke liye ye best app hai. Aur features bhi bahut ache hai. Is app se aap DSLR ke trah photo tayar kar sakte hai.
3. Adobe photoshop Fix:- Photo editing karne ke liye android ke liye best apps hai. iske duwara bhi aap ek professional photo edit karke ready kar skate hai.
4. Infinity Design:- Agar aap vector editing ya kartoon editing karna chahte hai. to bina time west kare infinity design apk ko download kar skate hai.
5. Artflow Apk:- ye bhi ek best android drawing editing app hai. but basically editor ishe cb editing me hair design karne ke liye use karte hai. Ye bhi bahut acha editor app hai. ye Android ke liye best app hai. Android ke liye best photo editing apps ke bare me janne ke liye post ko read kare
Best Android launcher Apps (favorite android apps)
1. TSF 3D Shell:- jab bat athi hai smartphone homepage design ke ke liye sabse favorite android apps ki to naam atha hai. Tsf 3d shell launcher. Is aap ke duwara aap apne smartphone ko amazing look de skate hai.
2. Launcher 8 WP Style:- agar aap smartphone ke homepage ko window phone me badlana chahte hai. To ye launcher sabse best hai. ye best free android apps hai
3. Next Launcher 3d Shell:- Is launcher me bhi mind blowing feature hai. Jo aapke smartphone ko amazing look degi. Aur iske bahut ache-ache theme play store par available hai. ye favorite android apps hai.
Best android browser app
1. Chrome Browser:- android web browsing app me chrome se safe browser app hai. halki size me thoda jayda hai. par isme aapke security bilkul safe rahti hai.
2. Uc Browser:- uc browser ke bare me aap jante hi honge. ye bhi bahut best android browser app hai. iske mini version bhi play store par avilable hai. mind blowing features avilable hai.
Best karaoke Singing App for android
1. Starmaker:- agar aap singing sikna chahte hai. to starmaker aapke liye sabse best app hai. is app me 50 million se bhi jayaya music instrumental song hai. android ke liye best apps hia.
2. Sing By Smule:- singing apps me ye bahut best android apps hai. mise bhi app starmaker ke trah singing kar skate hai. ye free aur paid dono version me available hai.
Best Music Player Apps For Smartphone.
1. Soundcloud:- agar aap online music sunna chahte hai. to soundcloud one of the best free android apps hai. aur sath me aap isper apne gane bhi upload kar sakte hai. Iska interface mind blowing hai.
2. Pi Music Player:- ye bahut acha music player app hai. aur feature bahut ache ache hai. aur free music player app hai. Normally aap ishe bina internet ke chal sakte hai.
Best Android phone Dialer Apps
1. Exdialer Apk:- exdialer one of the best android dialer apps hai aur iske itne saandar features hai. jo aapke bahut mehnge phone me bhi nhi melenge. ye mera favorite android apps hai.
2. True Caller:- mera favorite android dialer app true caller hai. agar aap bina unknown name wale number ka pata lagana chahte hai. to ye android ke liye best apps hai. Aur bhi bahut sare features isme available hai.
Best Video Calling Apps For Android Mobile.
1. Whatsapp:- video calling quality me sabse best apps whatsapp hai. Aur definitely aap whatsapp ka use karte bhi honge. Agar video calling karna chate hai. to android ke liye best apps hai.
2. Google Deo:- Ye Google ka app hai. iski video calling quality bhi bahut achi hai. Aur sidhi se bat hai google ki Google apps high quality ke hote hai.
Best Paise Kamane Wale Apps Android.
1. Pocket Money:- Android mobile se paise kamane ke liye sabse best app hai. pocket money se paise kaise kamaye iske bare me already ek post publish kar chuka hu.
2. True Balance:- true balance paise kamane ke liye sabse best hai. isme 1 refer par aapko 5 rupay milte hai. iske allwa bhi kai traike se paise kama skate hai.
3. Mcent:- ye ek browser app hai uske sath aap ishe paise bi kama sakte hai. Isme aapko point ko earn karne hote hai. aur un points ko rupay me convert karke apne paytm bank me le sakte hai.
Read Also – 7 Best Ringtones And Message Sounds Apps For Android 2022
Best Screen Recorder Apps For Android Mobile.
1. ice cream apk :- Mobile phone me screen recording ke liye sabse best free android apps ice cream apk hai. Iske bahut best feature hai.
2. Screen recorder:- ye app bhi screen recorder ke liye best free android app hai. Basically is ap ki kas bat ye size me bahut kam hai is app ka size 2 ya 3 mb hai.
Aur features bahut best hai. android phone ke aur bhi bahut sare screen recording apps aap unke bhi use kar sakte hai. But normally popularity me sabse jayda hai.
Read Also – Top 5 Best lock screen apps For Android
Best Android Antivirus For Smartphone
1. AVL:- avl sabse best android antivirus app hai. isse aap apne phone ke virus ko clean kar sakte hai Aur sath me apne phone ko secure bhi rak sakte hai
2. 360 Security:- oh sakta hai sayad aapne is app ke bare me already suna ho. ye sabse best android antivirus app hai android mobile ke liye.
Read Also – Top 100 +Best Google Apps For Android
Best Android Lite Apps for Smartphone
1. Facebook Lite App:- facebook app ke bare me aap definitely jante honge. Facebook ka small version app hai. facebook lite app hai. jo sirf 1.50MB ka hai. Aur work full facebook app ka karta hai.
2. Facebook messenger lite:- facebook ne apne messenger app ka lite version bhi lauch kar diya is app se bhi aap same messenger ke trah use kar sakte hai.
3. UC Mini App:- uc browser ka ek mini app bhi jo size me bahut kam hai aur work uc browser ka hi karta hai. apne phone ka storage bachane ke liye iska use kar kar sakte hai.
Read Also – VidMate – Download VidMate APK for Android Latest Version 4.4903 for
Best sharing Apps For android
1. Shareit:- shareit one of the best android mobile ke liye best apps hai. Aur shareit ke new version me aur saandar features add ho gaye ye desktop aur mobile dono ke liye available hai.
2. Xender:- xender bhi best sharing apps hai android mobile ke liye. iska sabse acha features hai. content karne ke bad hand sake karke file share kar sakte hai.
3. Portal By Push Bullet:- best sharing apps me sabse best portal app hai. iske duwara aap apne desktop par iski official site se qr code scan karke file esailys share kar sakte hai.
4. Zapya:- ye app bhi file sharing karne ke liye best app hai. ise aap computer aur android device dono ke sath manually connect kar sakte hai.
Read Also – Top 5 Best Free Video Editing App For Android
Best video player for android smartphones
1. MX Player Apk:- Jab bat athi hai best android video player app ki to sabse phale nam atha hai mx player app. is app me bahut best features hai video playing aur music play karne ke liye
2. VLC Player:- VlC player app ke bar me sayad aapne suna hi hoga. is aap me aap bade se bade size ya resolution ke video play kar sakte hai. Ye mera favorite android apps hai
3. Video Player All Format :- is app ki kas bat ye ki isme aap all format ke videos play kar sakte hai. aur na isme aapko koi ads dikaayi dete hai.
Read Also – 5 Best Android Camera Apps Download Free
Best Camera Apps For Android Smartphone
1. Manual Camera:- Agar aap professional like DSLR ke trah photo shot karna chate hai. to install kar le Manual camera app. one of the best camera apps hai.
2. Filmic Pro:- Agar aap youtube ke liye video shoot karna chahte hai. to filmic pro app se DSLR camera app ki trah video record kar sakte hai. Par apps paid hai.
3. Sweet Selfie:- sweet selfie android phone se photo shot karne ke sabse best app hai. ishe 3isre number par isliye rakha kyoki sabhi log iske bare me jante hai.
4. Open Camera:- is aap se aap apne photo ek professional photo shot kar sakte hai. aur blur effect bhi is app me available hai. aur size bahut kam
Read Also – Android Phone के लिए 5 Best Antivirus Apps 2022
Photo Video hider App for Android smartphone
1. Vault Hide Photo Video Message:- android mobile me personal photo video hide karne ek liye ye sabse best apps hai.
2. Keep Safe:- photo video hide karne ke liye ye bhi bahut acha apps hai.
3. Hide It pro:- Personal Video message aur photo picttures hide karne ke liye hide sabse best android apps hai.
Read Also – Android Ke Liye 5 Best Games 2022
The Amazing Apps For Android Smartphone
1. Magic Particles:- ye ek magic 3d wallpaper hai. jo screen light off karke screen par finger se touch karke par amazing motion show karta hai. android ke liye best app hai.
2. Google Assistant:- google assistant ek best android app hai. iske duwara app kisi bi question ka answer voice search me pa skate hai android ke liye best apps hai.
3. Legend:– ye ek animated text video maker app hai. ise aap youtube video tutorial banane me use kar sakte hai. Agar sath me aap professional thraid lower bhi is android app se bana skate hai.
4. Night Screen:- Agar aap apne phone ki screen brightness ko automatically mode se kam karna chahte hai. To android ke liye best app hai. Basically is app ka use aap night me kar sakte hai.
5. Phonto:- Is android app se aap professional font me thumnail ya kisi bhi image me stylish font me likh skate hai. ye best android apps hai.
6. Background Screen Recorder:- Agar aap lock lagakar video recorder karna chahte hai. uske liye sabse best app hai. ishe ham spy camera bhi kahte hai. To friends ye te top 50 best free android apps in hindiya android ke liye best apps ki jankari.
IS post Me uni best free android apps ko selected kara gaya ho really me unique hai. jo aapke 100% useful hote hai. Asha karta hu aapko android ke liye best apps ke bare me ye jankari achi lagi hogi to is post ko apne friends ke sath jarur share kare.
Aur agar aap isi trah ke best free android apps ke bare me jante jo hamne is post me miss ho gaya ho. So please comment karke jarur bataye.
Popular Posts :-