Top 10┬аwhatsapp tips and tricks in hindi 2020┬а– Jaise ki apko pata hoga WhatsApp ek most popular social chat apps hai. Aur whatsapp par everyweek kamaal ke features aatey rahte hai. Aur normally user ko uska pata bhi nhi chalta hai to is post me aapko Whatsapp tricks in hindi 2020 ya whatsapp secret settings in hindi 2020 ke bare me batane wala hu.
Basically previews post me hamne┬аFacebook tips and tricks in hindi 2020┬аke bare me bataya hai. Jo kafi useful hai. I hope ye whatsApp tricks in hindi bhi apke liye useful sabit hogi.
Whatsapp ke under kai bahut sare privacy features And kamaal ke whatsapp security tricks hai. Jinke bare me aapko pata nhi hoga. Aur post me aapko unhi latest whatsApp secerts and trikcs in hindi ya whatsApp secret codes in hindi ke bare me batane wala hu.
To chaliye jante hai Amazing Whatsapp tips and tricks in hindi 2020 ke tricks ke bare me. So lets get started whatsapp tricks in hindi.
рд╡рд┐рд╖рдп-рд╕реВрдЪреА
- 1 Top 10 WhatsApp Tips And Tricks In Hindi 2020
- 2 How To Hide Last Seen On WhatsApp
- 3 2. Whatsapp Par Profile photo ko hide kaise kare.
- 4 3. Whatsapp Par Stylish Font Me Msg Kaise kare.
- 5 4. Whatsapp Font Features.
- 6 ┬а5. Whatsapp Read Receipts Ko Hide Kaise kare.
- 7 6. WhatsApp par Wallpaper kaise set kare
- 8 7. Whatsapp Par Langauge Kaise Badale.
- 9 8. Whatsapp Par Send Msg ko Delete kaise kare.
- 10 9. Whatsapp ko Pc par kaise Chalaye.
- 11 10. Whatsapp Par Fingerprint lock kaise Enable kare.
Top 10 WhatsApp Tips And Tricks In Hindi 2020
Basically me yaha par orginal whatsapp ke tricks and tips add kare GB whatsapp sabhi use nhi karte hai So isliye is post me apko orginal whatsapp tricks batane wala hu.
How To Hide Last Seen On WhatsApp
Kya app jante hai whatsapp par last seen kaise hide kare. Normally ye smart logo ke liye ye feature useful hai. Jo apne last seen ko hide kar rakhna pasand karte hai. Kyoki agar apke girlfriend ya boyfriend apke Conversation end hone ke doraan bhi kisi aur se bhi chat kar sakte hai.
Step.┬а
- Sabse pahle whatsapp ko open kare uske bad 3 Dots icon par click kare.
- Ab┬аSetting > Account >Privacy>┬аpar jana hai .
- Ab aapko┬аProfile Photo┬аpar click kar dena hai.
- Ab ushe┬аNobody┬аpar select kar dena hai.
Ab apke whatsapp ka last seen hide ho jayega Yani kisi bhi whatsapp user ko show nhi hoga. ye kafi kmaal security whatsapp tricks in hindi hai.
2. Whatsapp Par Profile photo ko hide kaise kare.
Agar aap apne whatsapp profile pic ko hide karna chahte hai to ap badey asani se whatsapp profile picture ko hide kar sakte hai. uske liye bhi same uper wale steps ko follow karna hai.
- Whatsapp ko open kare uske bad 3 Dots icon par click kariye.
- Ab┬аSetting > Account >Privacy>┬аpar jana hai .
- Ab aapko┬аLast Seen┬аpar click kar dena hai.
- Ab ushe┬аNobody┬аpar select kar dena hai. Aur wapas show karwane ke liye aapko┬аEveryone┬аYa┬аMy Contacts┬аpar click kar dena hai.
Is trha se ap whatsapp par profile pic hide kar sakte hai. Ye kafi useful whatsapp tricks in hindi hai.
3. Whatsapp Par Stylish Font Me Msg Kaise kare.
Kya ap apne whatsapp msg ko stylish font me send karna chahte hai. Basically agar apke smartphone me stylish font already hai. To font sirf apke smartphone me hi stylish deikega.
Lekin agar ap sended msg ko stylish banana chahte hai To uske liye apko ek thaird party android app ko install karna padega.
Step.
- Sabse pahle Play store se┬аFonts For Whatsapp┬аapp ko install karna hai.
- Ab apko open karke usme apna msg types karna hai
- Ab Ek share button & copy button hota hai. Jise aap stylish font msg ko send ya copy karke whatsapp par bej sakte hai.
4. Whatsapp Font Features.
Basically agar aap whatsapp secrets code se bhi apne whatsapp msg ko stylish bana sakte hai. uske liye aapko whatsapp par niche diye gaye steps ko follow karna hai. Ye kafi kmaal ki Whatsapp secrets codes in hindi tricks hai.
1. Whatsapp Par Text ko Bold Kaise kare.
Agar ap apne whatsapp msg text ko bold karna chahte hai to apko is trha se Msg type karna hai.
Write Like this –┬а*Write your message here*
Result :-┬а┬а*Write Your Message Here*
2. Italics Text kaise banaye whatsapp msg┬а ko
Italics Text┬аbanane ke liye bhi aapko ek whatsapp secrets codes in hindi ko apply karna hai.
Write Like this –┬а_Write your message here_
Result :- Write Your Message Here
3.┬аStrikethrough Text Kaise banaye whatsapp par
Strikethrough┬аbanane ke liye aapko ek smile whatsapp Secrets code in hindi ko msg me add krna hai uske bad apka whatsapp msg┬аStrikethrough text me conver ho jayega.
Write Like this ~Write Your Message Here~
Result :-┬аWrite Your Message Here
Ye kafi kamaal ke whatsapp secrets and tricks in hindi hai whatsapp user ke liye jinse aap apne whatsapp message ko attractive bana sakte hai.
┬а5. Whatsapp Read Receipts Ko Hide Kaise kare.
Dosto agar ap whatsapp par apne dosto ya girlfriend ke time par reply nhi kar pata hai. to wo naraj ya wo smjtey hai ap ignore kar rahe hai. Kyoki unhe read receipts buttons se pata chal jata hai ki apne msg read kar liya hai. Aur apne reply nhi kara hai. To aap whatsapp par Read Receipts ko hide bhi kar sakte hai.
Step 1.
- Open the whatsapp And click the 3 Dots icon
- Ab setting par click kare.
- Ab┬аAccount >Privacy┬аpar click karna hai.
- Finally Ab Read Receipts button ko enable kar de. uske bad aapka whatsapp last seen hide ho jayega.
Ye bhi kafi kmaal ke whatsap privacy tricks in hindi jise ap kisi ke bhi najar bhi gamandi insaan nhi rahenge.
6. WhatsApp par Wallpaper kaise set kare
Kya ap jante hai whatsapp chat par wallpaper kaise lagaye sayad is whatsapp tricks in hindi ke bare me aapko pata hi hoga. Lekin agar aap nhi jante hai ki whatsapp chat par wallpaper kaise lagaye to niche diye gaye steps ko follow kare.
Step┬а
- Sabse pahle Whatsapp Open karke┬а3 Dots┬аicon par click kare.
- Ab┬аChats┬а par click kare.
- Now click on the┬аWallpaper Option
- Ab apne devices se ap whatsapp chat ke liye koi sa bhi wallpaper set kar sakte hai.
is trah se ap badey asani se whatsapp Chat par wallpaper set kar sakte hai. ye kafi useful whatsapp tips and tricks in hindi hai whatsapp user ke liye.
7. Whatsapp Par Langauge Kaise Badale.
Basically ab sabhi smartphone user english langauge ka hi use karte hai. Lekin┬а 10% smartphone user hindi language hi raktey hai to agar aap bhi whatsapp par language change karna chahte hai to niche diye gaye steps ko follow karke change kar sakte hai.
Step 1.
- Sabse pahle aapko whatsapp open karke 3 Dots par click kare.
- Ab┬аChats options┬аpar click kare.
- Ab┬аlanguage┬аoption par click kare.
- Ab apko whatsapp par 70+ language ke option milte hai. Unmse ap koi sa bhi language chose kar sakte hai.
Is trha se aap whatsapp par language change kar sakte hai. Ye bhi kafi kamal ki whatsapp tips and tricks in hindi hai.
8. Whatsapp Par Send Msg ko Delete kaise kare.
Agar apse whatsapp par galti se kuch galt msg type jata hai aur send ho jaye to whatsapp par useh 7 min ke under padne se rokh sakte hai. ye kafi kmaal ka whatsapp tricks in hindi hai.
To whatsapp send me msg delete kaise kare uske liye niche diye gaye step ko follow kare.
Step 1.┬а
- Sabse phale kisi ko bhi ek Msg┬аsend┬аkare.
- Ab Send kare msg ko┬аlong press┬аkarke┬аDelete┬аbutton par click kare.
- Ab Apko┬аDelete For Everyone┬аmsg par click kare dena hai.
Is trah se aap whatsapp send msg ko delete kar sakte hai. ye kafi amazing whatsapp tips and tricks in hindi hai whatsapp user ke liye.
9. Whatsapp ko Pc par kaise Chalaye.
Kya ap jante hai pc ko whatsapp par kasie chalaye. To ye kafi smart whatsapp tricks in hindi hai. Jise aap whatsapp ko pc par chala sakte hai. To agar aap whatsapp ko pc par chalna chahte hai.
To niche diye gaye step ko Follo kare.
Step 1.┬а
- Sabse phale aap┬аhttps://web.whatsapp.com/?/en┬аpar jaye
- Ab Apne mobile whatsapp ko open kare.
- Ab 3 dots icon par click kare uske bad Whatsapp web par click kare
Step 2.┬а
- Ab apko whatsapp web se pc me Show ho rahe QR code ko scan karna hai.
- uske bad whatsapp ko pc par bhi chala sakte hai.
Ye Kafi useful Whatsapp tips and tricks in hindi hai jise ap whatsapp ko pc par bhi chala skate hai.
10. Whatsapp Par Fingerprint lock kaise Enable kare.
Whatsapp ke new update me ek new features add huwa hai jise ap whatsapp me fingerprint set kar sakte hai. To uske liye apko whatsapp setting me jaker enable karna ha
- Sabse pahle whatsapp ko open kare. Ab┬а3Dots┬аicon par click kare.
- Icon par click karne ke bad┬аSetting┬аpar jaye
- Setting par jane ke bad┬аPrivacy┬аpar click kare.
- Privacy par click karne ke bad aapko last me┬аFingerprint┬аlock ka option dikeyi dega usper click kare.
- Sabse phale unlock with Fingerprint par click karke enable kar de.
- Finally ab apke whatsapp par finger print features bhi enable ho gaya hai.