Gys apne sayad abhi tak yahi jana Hoga. Youtube custom URL Kaise set Kaise kare. youtube channel username kaise banaye. Lekin kya ap jante hai youtube channel username change kaise kare after limits ke bad. is post me aapko ishi ke bare me batane wale hai youtube channel custom url change Kaise kare after limits.
Bahut case me jaldi baji me youtube channel custom URL set kar lete hai aur uske bad jab channel grow hone lagta hai tab apne youtube channel username ko professional banana chahte hai.
By the way youtube channel username change karne ka koi bhi reason ho sakta hai. par bahut kam logo youtube channel username dubara change karne ke bare me pata hota hai. So isko change karne ke apko 2 essay method batane wala hu.
विषय-सूची
How To Change Youtube Channel Username After Limits.
Youtube channel custom url ya youtube channel username badlane ke liye aapko niche diye gaye step follow karne hai.
Step 1.
- Sabse phale youtube channel me Login kare.
- Uske bad aap Youtube features setting me jana hai.
- Ab aapko Custom URL option dikega. jaha apka pahle wala youtube channel username hoga. IS page ko open rahne de.
- Ab apko About Google par Visit karna hai.
- Ab aapko Sites edit icon par click karna hai.
- Ab new page open hoga kuch is trah se. isme youtube channel custom url ko remove kar dena hai.
- Ab waps custom URL page par jana hai. Aur us page ko ek bar refresh kare.
- Ab wapas apko youtube custom URL eligible ho jayegi. apko enable Par Click kar dena hai.
Is trah se aap youtube channel custom url change kar skate hai bar bar.
i hope is method se ap jane gaye honge ki youtube channel username kaise change kare after limits. ya youtube custom url change kaise kare Aur iska alwa bhi apke pas dusra method bhi hai. agar ye work na kare.
Youtube custom URL Change After limits In Hindi Method
Youtube custom url change karne ke liye ye method tab kaam karta hai. jab pahle wala method kaam na kare. is method me apko youtube support team ko mail karna hota hai. uske bad aapko custom url milti hai.
Lekin phale wale method se easily apne youtube channel custom url change kar sakte hai bar-bar.
Asha karta hu apko youtube channel username change kaise kare, youtube channel custom url. youtube channel username change kaise after limit. sabhi sawalo ke jawab is post me mil gaye honge.
Agar aapko ye post pasand ayai ho to is post ko social media par jarur share kare aur apne sawal jawab comment kare.