How to know your pan number in hindi. Kya aap jante hai pan card number kaise pata kare, pan card kaise download kare ya Pan card ka number check kaise kare. Basically kai bar aishi situation create ho jati hai. pan card sath na hone ke wajah se kai kaam ho nahi pate. Tab ap kya karenge.
To Iska simple tarika aap online pan card number check karke apne kaam ko complete kar sakte hai is post me me ham isi topic par baat karne wale ki how to know pan number online ya pan card no kaise pata kare
par kya aap jante hai Pan card kya hota hai Aur use kha hai. Pan card ka pura naam kya hai In sabhi sawalo ke jawab aapko is post me milne wale to chaiye jante sabse pahle jante hai Pan Card kya hota hai. Aur pan card number kaise pata karen jane puri jankari hindi me
विषय-सूची
Pan Card Kya hota Hai.
Pan card ka pura Naam (PAN) Permanent Account Number hota hai. Basically pan card ka use online bade transaction me kiya hota hai ye ek unique identity card hai. Pan card me 10 Digit ka number hota hai jo income tax department duawara diya jata hai.
Pan card apne aay se income tax pay karne ke liye bahut jaruri hai Ab jante hai ki online ya naam se pan card download kaise kare ya pan card ka number kaise pata kare.
Pan Card Ka Number Kaise Check Kare.
Pan card ka status Ya online pan card ka number check karne ke liye niche diye gaye sabhi step ko follow kare.
Pan card Ka Number pata karne ke Liye kya chaiye
Pan card status ya pan card ka number pata karne ke liye aapko pass ye chije honi chaiye.
- Candidate Name
- Pan Card Status
- Gender
- Date of birth
- Mobile Number.
Pan Card Ka Number check Kaise Kare.
- Sabse phale aapko income tax Official Website par jaye.
- ab aapko apne details Enter kar deni hai .
- Sabse pahle apna surname Enter kare.
- uske bad First Name Enter kare.
- Ab apne Pan card ka status select kare. (I Have Individual)
- Select your Gender.
- Apni date of birth select kare.
- Ab apna pan card register mobile number enter kare.
- Finally Submit button par click kar de.
- Enter 6 digit Number
- Finally Validate par click kar de.
Aur jude rahe 99techspot.in se latest unique tech , Tips and tricks ke jankari ke Liye.