Youtube channel custom url ko set karna bahut simple hai. Jaise facebook twitter, Google plus main Custom url change karne ka option hota hai. Same ushi trah se aap youtube channel custom url set kaise kaise karte hai.
Youtube channel custom url set karne se aapke youtube channel ek brand banata hai. Aur aapke followers ko aapke channel url bhi asani se yaad rah sakta hai.
Youtube channel ka Auto Auto URL Kuch is trah se hota hai. aur change karne ke bad youtube custom url kuch is trah se hota hai.
Before:-
www.youtube.com/channel/UCc1agH0vqW
After Change:-
www.youtube.com/channel/99techspot.in
Youtube channel par custom url set karne se pahle kuch qualification hoti hai. uske bad hi aap youtube custom url set kar sakte hai.
विषय-सूची
Youtube Channel Custom URL Privacy Policy :-
1. Channel Par 100 Subscriber Hone Chaiye.
2. Channel 30 Days old hona chaiye.
3. Channel Icon aur Channel Art Upload hona chaiye.
Agar aapke Channel par yeh sabhi cheje hai. To aap Youtube custom url set karne ke liye eligible hai. To chaliye jante hai. Youtube channel custom url kaise set kare.
Note:- Pahle Youtube custom url ko future me 1 bar hi change kar skate te. Lekin Youtube new updated features me youtube ne custom url ko 1 year 3 bar change karne ke feature provide kiya hai.
How To Set Youtube Channel Custom URL Set In hindi
- Sabse pahle aapne Youtube channel ko open kariye.
- Ab Right side me profile icon par click kariye.
- Ab Creator Studio Par click kariye.
Step 2.
- Ab Creator Studio main Channel par click kariye.
- Ab aapke samne all Status and features open ho jayenge.
- Ab Custom Url par enable Par click kariye.
Step 3.
1. Ab aapko You’re eligible for a custom URL. Claim it here. par lick karna hai.
2. Ab aapne channel ke naam ke Nam ke pich 1 ya charactor or enter karen.
3. Ab youtube Channel Change URL Par click kar de.
Congratulations Aapke youtube channel custom url set ho gaya hai. i hope is simple traike se aap aapne youtube channel custom url set kar li hogi.
Agar aapne youtube channel url ko pahle change kiya tha aur ab dubara change karna chahte hai. To ab youtube ke latest updated feature me aapne youtube channel url ko 3 times change kar skate hai.
Asha karta hu aapko youtube channel custom url change karne ke bare me ye post pasand ayhi hogi. to is post ko social media aur apne friends ke sath jarur share kare.
Aur youtube ke bare me others jankari ke liye hamare Youtube categories wale article ko read kariye. jisme youtube seo, youtube ke puri jankari mil jayengi
Aur Post ke bare me comment karke apna feedback jarur de.
Popular Article:-
- Blog me Youtube Subscribe button kaise add kare.
- Bina software ke youtube Video Download kaise kare.
- Youtube se dofollow backlinks kasie banaye.