Kya ap jante hai Top 5 best android launcher apps kon se hai. Android launcher apps kya hote hai. Aur launcher ka kaam kya hota hai
To is post me android ke liye best launcher apps ke bare me bata rha hu. Jo abhi tak sabse best launcher apps hai. To chaliye jante hai androird ke liye best android Launcher ke bare me
Basically play store par bahut sare android launcher apps aah gaye hai. jinmse bahut kam launcher hi useful honge.
Isliye me is post me aapko android ke liye best launcher ya top 5 selected android launcher apps ke bare me bata rha hu.
рд╡рд┐рд╖рдп-рд╕реВрдЪреА
Android Mobile KE Liye Best Launcher Apps
To Gys is psot me aapko top 5 best android ke liye best launcher apps batane wala hu jio kafi kamaal ke android launcher apps hai. So lets get started.
1. TSF Android Launcher :-
Tsf Android launcher ek sabse popular android launcher hai. Iski bajah iske Best features hai. is laucher me intne features hai. jo bahut amazing hia.
Is app ka size 10 mb hai. Is app ko playstore se sabhi tak 137435 tak install kiya gaya hai. Ishe app Tsf ke offical website se bhi download kar sakte hai.
Playstore se download karne ke liye niche download per click kare.
2. Next Launcher 3D Shell Lite
Next launcher 3d shell lite bhi ek bahut popular laucher hai. Aur ishe abhi tak play store se 578,900 se bhi adik install kiya gaya hai.
Iske 3d features itne popularty ke wajah hai. Ishe 6 december 2012 ko louch kiya tha. Per abhi tak yeah sabse popular android laucher hai.
Aur ye best free launcher for android. ishe play store se download karne ke liye niche download per click kar skate hai.
3. Buzz Android Launcher.
Buzz Android launcher phone ke liye best launcher 2017 ka hai. Aur iske populartiy ki piche iske featuare hai. Isme bahut sare feates hai. Aur fastest android launcher app hai.
Aur isme bahut sari themes already install hai. jisse ap homescreen ko alag alag look me set kar sakte hai. ishe playstore se abhi tak …
time downlaod kiya gaya. ishe Apne Mobile me Install karne ke liye Niche downlaod per click kare.
4. Launcher 8 WP style.
Launcher 8 wp style Bhi ek bahut Beautiful laucher hai. Agar ap apne mobile ke launcher me window type louncher add karna chate hai. To Ishe best laucher nhi ho skta hai.
fastest android launcher hai. sath isme bahut sare features hai. Halaki iske china company ne develped kiya hia. aur ishe play store se 424,145 time Download kiya hai.
gaya Agar ap ishe Download karna chate hai. To niche Download button per click kare.
5. Go Launcher Z
Top 5 Best Android Launchers me Se Go Launcher Z fastest android launcher bahtu best hai android phone ke liye. isme bahut sare theme phale se hi install hai.
Aur bahut sare features hai. Aur color text font, change, amazing animation ke aur effects bahut jayda hai. jiske liye yeah itna popular hai.
Ishe play store se abhi tak 1.5million times Download kiya gaya. Aur agar ap ishe Download karna chate hai. to niche download per click kare.
Finally Apko top 5 best android launchers apps ke bare me pata chal gaya hoga. Asha karta hai.
Top 5 best android launchers ya android ke liye best launcher apps pasand aye honge to social media per jarur share kare.
Aur Agar apko koi bhi sawal hai. to comment karke puch skate hai. Aur hamare website se judne ke liye hamare newsletter ko subscribe kare.
Yeh Bhi Pade:-