Top 10 instagram tips and tricks in hindi 2020. Instagram ke famous popular photo sharing social media website hai. Aur sayad ap bhi instagram use karte hi hongey. To Agar ap instagram user hai to Is post me aapko Top instagram tricks in hindi batane wala hu.
Jo bahut hi kamaal ke instagram tips and tricks hai. Basically instagram ka google par serach kare jane wala hai question to instagram par followers kaise badhaye ye hai To is point ko bhi instagram tricks in hindi ke sath hi cover kara hai.
Aur preview post me hamen top 10 Whatsapp trikcs in hindi Aur Top 10 Facebook tricks in hindi 2020. Ke bare me bataye jis par apke bahut ache reviews mile hai. Aur i hope instagram tips and tricks in hindi Post me aapke liye bahut helpful sabit hogi.
So without besting time jante hai 2020 ki Instagram tricks in hindi ke bare me. Instagram ke latest update ki puri jankari ke bare me Details se.
- Top 200+ Fadu Comments For Instagram Facebook Whatsapp
- Top 5 Best Instagram par like Badhane Wala Apps 2020
विषय-सूची
- 1 Top 10 Cool Instagram Tips And Tricks in Hindi 2020
- 2 1. Instagram Ke Photo Videos Download Kaise kare.
- 3 2. Instagram Followers Badhane Wala Apps.
- 4 3. Instagram Photo Ko Viral Kaise kare.
- 5 4. How to Unfollow All Instagram Following.
- 6 5. Instagram Post ko Automatic Facebook twitter par share kaise kare
- 7 6. How to Hide last Seen On Instagram
- 8 7. How To Use Multiple Instagram Accounts
- 9 8. How To Change Your Instagram Profile
- 10 9. How To Change Your Instagram Username.
- 11 10. How To Make Instagram Account Private.
Top 10 Cool Instagram Tips And Tricks in Hindi 2020
So gys is post me mene wahi kamaal ke instagram tricks in hindi ko add kara hai jo really me useful sabit hogi. To post ko end tak read kare.
1. Instagram Ke Photo Videos Download Kaise kare.
Jaise ki aapko pata hi hoga ap direct Instagram se photo videos clips ya GIF ko download nhi kar sakte hai. To uske liye instagram ka ek other official app hai. Jise aap instagram ke photo videos ko 1 click me download kar sakte hai. To instagram ke photo videos download karna chahte hai to niche diye gaye step follow kare.
Step 1.
- Sabse pahle Play store Se FastSave For Instagram app ko download kare.
- Ab Aapko Turn on fastsave App ko enable kar den hai Aur Open instagram par click kare. Uske bad ap instagram par redirect ho jayenge.
- Ab kisi bhi Photo videos videos clips ke uper 3 Dots Icon par click karke Copy Link par click kare.
- Finally ab photo videos download hona Start ho jayega.
IS trah se ap instagram ke photo videos download kar sakte hai. Ye kafi kmaal ki instagram tricks in hindi hai.
2. Instagram Followers Badhane Wala Apps.
Instagram followers kaise badhaye ye kafi search kare jana wala question hai. Par kya ap bhi instagram followers increase karna chahte hai. To uske ke liye kari parkar ke instagram tricks in hindi hai.
Jise ap instagram ke followers bada sakte hai. Lekin me aapko Top 5 best instagram follower badhane wale apps ke bare me bata raha hu jise ap instagram par daily 500 Followers increase kar sakte hai.
Uske liye aapko Is post ko read karna hoga – Instagram par followers kaise badhaye
3. Instagram Photo Ko Viral Kaise kare.
Basically agar instagram par apke pas ache kase followers audience hai. To normally apka photo & Videos viral ho hi jayega. Lekin agar apke pas jayda followers nhi hai to me aapko ek kamaal ki instagram tips and tricks in hindi me bata rah hu jise apke photo videos par likes ke sath sath viral hone ke chances bi bad jayenge.
Step
- Jab bhi aap instagram par photo videos ya post share karte hai To apko Trending hashtag ko search karna hai. Aur us hashtag ke sath apne post ko share karna hai.
- Ishe hoga ye ki apki trending hashtag ke sath sath apke instagram post bhi viral ho jayegi.
- To trending hashtag aur popular hashtag ap FastSave For Instagram site se copy kar sakte hai.
Is trha se ap instagram par photo videos ko viral aur jayda likes pa sakte hai. Ye kafi kmaal ki instagram tricks in hindi hai.
4. How to Unfollow All Instagram Following.
Kya ap jante hai instagram par apne jine follow kara unhe ek sath unfollow kaise kare. TO agar nhi jante hai to uske liye apko third party android apps ko install karna hoga. Jise ap instagram ke following ko ek sath unfollow kar sake hai.
Step 1.
- Sabse pahle Play store se Instacleaner app ko download karke install kar le.
- Ab ishe open karke insme apko apna instagram account ko login kar le. (Note – Ye verified play store app so koi spam nhi hoga)
- Ab Isme aapko sari following list show ho jayegi. Select all karke ya 100-200 ki limit set karke sabhi instagram following ko unfollow kar sakte hai.
Note – Me apko recommended karunga ek sath sabhi following ko unfollow na kare. Kyoki instagram isko spam smajh lega jise apka account suspend bhi ho sakta hai. To ap daily 100 ya 200 following ko unfollow kare. Taki spaming me na aaye.
To ye bhi kafi kmaal ki instagram tips and tricks in hindi hai jise aap instagram ke following ko ek sath unfollow kar sakte hai.
To agar ap apne time ki bachat karna chahte hai. to aap instagram se
- Sabse pahle apne instagram profile par jayde
- Ab top right side me 3 Dots icon par click kare.
- Ab Setting par jaye aur Linked Accounts par click kare.
- Ab apko Facebook twitter And other social site show ho jayegi wha par apne account se login kar le.
- Finally apke facebook twitter and other social hands instagram se connected ho jayega.
To dosto ye bhi kafi kmaal ki instagram tips and tricks in hindi hai.
6. How to Hide last Seen On Instagram
To agar ap nhi jante hai ki instagram par last seen kaise hide karte hai to niche diye gaye step ko follow karke is kmaal ki instagram tips and tricks in hindi ke bare me jan sakte hai.
- Sabse pahle apne instagram profile par jayde
- Ab top right side me 3 Dots icon par click kare.
- Ab setting par click karke Activaty Status par click kare.
- New page me Show Activity Status ko enable kar de. Ab apki instagram last seen hide ho jayega.
7. How To Use Multiple Instagram Accounts
Dosto kya ek instagram apar multiple account use karne wale feature ke bare me jante hai. bahut sare log 2 instagram ap clone karke raktey hai. Uski apko koi jarurat nhi hai instagram par ap multiple accounts bhi use kar sakte hai. Aur ye kafi kmaal ki instagram tricks in hind hai.
Step For Use For Use Multiple Account On instagram
- Sabse phale apne instagram account par login karke profile par jaye.
- Ab Top par Apne username par click kare.
- uske popup ke bad apko ek Add Account ka options how hoga.
- Uspar click karke ap Other instagram Account Sign in kar sakte hai.
Ye kafi kmaal ki instagram tips and tricks in hindi hai jise aap Instagram par multiple accounts use kar sakte hai.
8. How To Change Your Instagram Profile
Basically profile change karna har koi janta hai lekin new instagram user ke liye ye thoda difficult hai. To agar ap instagram profile pic change karna chahte hai to niche diye gay step follow kare.
Step.
- Sabse pahle instagram ko open kare.
- Ab Profile par jaker Edit Profile option par click kare.
- Ab new page me aapko Change Profile Photo option par tab karna hai.
- Uske bad ap apne phone se koi bhi pic select karke new profile pic laga sake hai.
Is trah se ap new profile pic set kar sakte hai. Ye kafi useful instagram tips and tricks in hindi hai.
9. How To Change Your Instagram Username.
Username apke insta account ke liye kafi important hota hai. aur apko ek unique instagram username rakhna chaiye taki log use yaad rak sake hai. Lekin Further apko username change karna ho to ap is trah se apna instagram username change kar sakte hai.
Step
- Sabse phale apne instagram account ke profile par jaye
- Ab Edit Profile par tab kare.
- Then new page me apko Edit username Option dikayi dega uspar click kare.
- Ab ap apna instagram username change kar sakte hai.
Is trah se ap apna instagram username change kar sakte hai ye kafi easy instagram tricks in hindi hai.
10. How To Make Instagram Account Private.
Agar aap instagram account ko private set karna chahta hai to instagram par aapko ye feature bhi milta hai. Jise aap apne public account ko private account me badal sakte hai.
Follow Step
- Sabse pahle instagram ko open kare aur profile par jaye.
- Ab Right side top icon par click karke Setting icon par click kare.
- Ab Apko Privacy Icon par click karna hai.
- Ab account privacy par click karke Private Account option ko enable kar dena hai.
- Finally apka instagram account private account me badla jayega.
Is trah se ap easily apne instagram account ko private me covert kar sakte hai. Ye kafi kmaal ki instagram tricks in hindi.
- 20+ Best Blogging Seo Tools For Blogger 2020
- TOP 5 Best Blogger Seo Tools Website Rank Ke liye
- Top 5 Best Free Keyword Research Tools For blogger